Flipkart Se Ghar Baithe 50,000 Rupay Kaise Kamaye
Flipkart Se Ghar Baithe 10,000 Rupay Kaise Kamaye
Flipkart India ki sabsi bhi Online Product sell karne wali company hai . Janha se ham aap kuch bhi saman online paise dekar badi aasani se kharid sakte hai . Lekin ky aapke kabhi soch hai ki ham flipkart ki madad se pise bhi kama sakte hai . Aur ye affiliate marking ki madad se hota hai .
Online product sell karne wali koi bhi badi company Affiliate Marketing ki service deti hai janha koi bhi affiliate ke dwara us website se paise kama sake . Aur yahi chij flipkart par bhi hai .FLipkart aapko affiliate ID se kisi bhi product ka ek Unique URL banake deti hai. Aur agar us URL koi product sell hota hai to flipkart aapko us product me kuch commission dega . Jis Affiliate marketing kahte hai .
Flipkart Affiliate ID Kaise Banaye
Iske liye aapko kuch basic chijo ki jarurt padegi , Agar aapke pass koi blog ya website hai to bahut hi badiya baat hai agar nahi to bhi koi baat nahi .Aap bina website ke bhi affiliate account bana sakte hai .Neeche aapko Step by step Puri jankari di gayi hai In se aap bahut hi aasani se Affiliate ID bana sakte hai .
Sabse pahle Aapko Flipkart Affiliate Sign Up Page par jaye .
Sabse pahle Aapko Flipkart Affiliate Sign Up Page par jaye .
- Sabse pahle apni email Id bhare
- Phir Password aur COnform Password me bhi Vahi password bhare
- “I’m No Robot” ko Select kare
- Aur “Term & Conditions” ko Agree kare
- Register me par CLick kare .
Iske baad me Aapko Apni Email ID me jana hai Vanha Aapko Affiliate Account ko Conformation link milega .Us par Click karke Apna Account Conform kare .
Acount Conform hote hi Aap Login Page Par jaye aur apni Email ID Aur Password se Login Kare .
Login karte hi aap Apne Account ki Detail page par aajaoge janha aapko apni Puri jankari deni hai .
Apne Account ki Detail me aapko 4 TAB Milegi janha aapko saari jankari deni hai .Ye Saari jankari dene ke baad aap Apne Affiliate Account se Unique URL banaye aur un se Product Sell karwaye .
Note :- Payment TAB me aap se Cancel Cheque manga jayega To aapke pass Apna Cheque hna Chahiye . Aur use Cancel larle Uski Photo yanha upload karni hai . Cancel cheque ki photo aap neeche dekh sakte hai .
Flipkart Affiliate Tracking Code Kaise le
Kisi bhi product ka tracking code lena bahut hi aasan hai . Flipkart Affiliate Account ke Dashboard me Overview TAB me Aapko Code banane ka Link Milga .
Jaise ye koi Flipkart ke Product ka Link hai ” https://www.flipkart.com/moto-z-play-style-mod-black-32-gb/p/itmenakhdmgh2zfg ” Ise aap Copy kar lijiye. Iska Affiliate Link kaise banayenge .
Jo Link copy kiya Tha VO aap ” Affiliate link generator ” me paste kar aur GO par Click kare .Aapko Ek aur naya link milega Jisme aapko Aapki Unique ID bhi Milegi . Agar koi us link se Product kharidta hai to aapko Commission milega .
Affiliate marking se Jyada Paise kamane ke Liye aap kuch Simple step kar sakte hai .aur affiliate marketing se achi earning kar sakte hai .
- BLog Ya Websiite bana kar Vanha Link lagaye.
- Whatsapp me Groups bana kar un Group me Link Share kare .
- Facebook par page ya Group me Link Share kare .
Aise aap apni affiliate Earning ko jyada kar sakte hai . Ummed hai aapko Flipkart se paise kamane Ke Bare me Puri jankari mil gayi hogi .Agar Iske bare me abhi bhi koi sawal hai to neeche comment kare .
WRITED BY,NITEEN P
Comments
Post a Comment